Na Ghar Ke Promotional mp3 song free download

free download Na Ghar Ke Promotional From Na Ghar Ke Na Ghaat Ke 2010


Song Lyrics Title = Na Ghar Ke Na Ghaat Ke (Promotional)
Song Lyrics Movie = Na Ghar Ke Na Ghaat Ke (2010)
Singers =  Remo Fernandes
Song Lyricists =  Mudassar Aziz
Music Composer =  Lalit Pandit
Music Director =  Lalit Pandit
Director =  Rahul Aggarwal


mp3 songs


Aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
Par iss root ki sabi lineay viyast hai bhaiya
Aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
Par iss root ki sabi lineay viyast hai bhaiya
Mehnga padh gaya sapne bun na, mehnga padh gaya sapne bun na
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna

Vasudeva  mumbai deva vasudeva

Badli hai aap hawa, badal gaye hain nazare
Ye signal ye local, dost hai naye tumhare
Naa zyada sun na, naa zyada boli na
Paane mein hawa bhi kum le saans bhi pyare
Mehnga padh gaya sapne bun na, mehnga padh gaya sapne bun na
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna

Apna woh hota nahin jo apna lagta hai
Wrong hai right, jaib hai tight, lekin sab chalta hai
Rasta hai seedha jo tu tedha chale
Yahan to matlab se suraj aur chaand nikalta hai
Mehnga padh gaya sapne bun na, mehnga padh gaya sapne bun na
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna

Kaale kaale coat, hare hare note
Taxi’ian kaali peeli
Technicolor hai ye sehar, baate iski rangeeli
Lekin khushiyon ka color hai kaun sa
Tu pehchane ye to bas zindagi jee lee
Mehnga padh gaya sapne bun na, mehnga padh gaya sapne bun na
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna

Aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
Par iss root ki sabi lineay viyast hai bhaiya
Mehnga padh gaya sapne bun na, mehnga padh gaya sapne bun na
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna......


Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Na Ghar Ke Promotional songs download

Recent Tag : Free Na Ghar Ke Promotional songs download, Na Ghar Ke Promotional mp3 song free download, online play Na Ghar Ke Promotional mp3 song, Na Ghar Ke Promotional lyrics, Na Ghar Ke Promotional from Na Ghar Ke Na Ghaat Ke 2010