free download Tum Asha Vishvas Hamare From Lal Salaam 2002


Song Lyrics Title : Tum Asha Vishvas Hamare
Song Lyrics Movie : Lal Salaam (2002)
Singer : Lata Mangeshkar
Music By : Hridaynath Mangeshkar
Lyricist : Gulzar

mp3 songs

naam na jane dham na jane
jane sewa pooja jane bas itna ajan hum
ek bin nahi duja
tum asha vishwas hamare
tum dharti aakash hamare
tum dharti aakash hamare
rama tum asha vishwas hamare
tum dharti aakash hamare

taak maat tum bhandu bharat ho
divas raatri sandhya parbhat ho
taak maat tum bhandu bharat ho
divas raatri sandhya parbhat ho
deepk suraye chandar tarak me rama
tumahi jyoti parkash hamare rama
tum asha vishwas hamare
tum dharti aakash hamare

saanso me tum aate jate
ek tumahi se hai sab naate
saanso me tum aate jate
ek tumahi se hai sab naate
jiwan van ke har patjhar me rama
ek tumahi madumas hamare rama
tum asha vishwas hamare
tum dharti aakash hamare

tumahi sab me hai tum me sab
tum hi bhav ho tumahi rab
tumahi sab me hai tum me sab
tum hi bhav ho tumahi rab
asaru hamari aankho me tum rama
tum hontho par hass hamare
tum asha vishwas hamare
rama hamare, data hamare
tum asha vishwas hamare

Posted by: {Anju}






lowerbanner

Free Tum Asha Vishvas Hamare songs download

Recent Tag : Free Tum Asha Vishvas Hamare songs download, Tum Asha Vishvas Hamare mp3 song free download, online play Tum Asha Vishvas Hamare mp3 song, Tum Asha Vishvas Hamare lyrics, Tum Asha Vishvas Hamare from Lal Salaam 2002