|
free download Jis Dware Par Ghar From Jeevan Jyoti 1976
|
|
|
Song Lyrics Title = Jis Dware Par Ghar Ki Bahu Movie/album = Jeevan Jyoti (1976) Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists = Anand Bakshi Music Director = Salil Chowdhury Director = Murugan Kumaran
Mp3 Song Lyrics
((Aa ha ha aa ha ha Aa ha ha aa ha ha Aa ha ha aa ha ha Aa ha ha aa ha ha Jis dware par ghar ki bahu Rangoli sajati hai Us dware ghar ke ander lakshmi aati hai Jis dware par ghar ki bahu Rangoli sajati hai Us dware ghar ke ander lakshmi aati hai...
Dhan mile sukh mile Dhan mile sukh mile Piya ke prem se gori ka man khile Aa ha ha aa ha ha Aa ha ha aa ha ha Jis aangan mein ghar ki bahu Tulsi lagati hai Us aangan ki mati Sundar phul khilati hai Jis dware par ghar ki bahu Rangoli sajati hai Us dware ghar ke Ander lakshmi aati hai...
Subha shyam ghan shyam Subha shyam ghan shyam Mori gaiya bihare yaad tero naam Aa ha ha aa ha ha Aa ha ha aa ha ha Jis gaiya ghar ki bahu yu tilak lagati hai Wo gaiya ghar ki maa ban kar Dud pilati hai Jis dware par ghar ki bahu Rangoli sajati hai Us dware ghar ke Ander lakshmi aati hai...
Din rain waha chain Din rain waha chain Jaha tumpe rahe Parbhu sab ke nain Aa ha ha aa ha ha Aa ha ha aa ha ha Jis mandir mein ghar ki bahu Yeh jyot jalati hai Us mandir mein jiwan Jyoti jag magati hai Jis dware par ghar ki bahu Rangoli sajati hai Us dware ghar ke Ander lakshmi aati hai Aa ha ha aa ha ha Aa ha ha aa ha ha Aa ha ha aa ha ha...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
| |
|
|
Free Jis Dware Par Ghar songs download
Recent Tag : Free Jis Dware Par Ghar songs download, Jis Dware Par Ghar mp3 song free download, online play Jis Dware Par Ghar mp3 song, Jis Dware Par Ghar lyrics, Jis Dware Par Ghar from Jeevan Jyoti 1976