free download Tak Dhina Din From Duty 1986


Song Lyrics Title = Tak Dhina Din
Song Lyrics Movie = Duty (1986)
Singer = Kanchan, Shabbir Kumar    
Music By = Babla    
Lyricist = Ramesh Pant    


mp3 songs


tak dhina dhin tak dhina dhin
dhinak dhinak dhin
tak dhina dhin tak dhina dhin
dhinak dhinak dhin
aaj apni darling ka aaya janamdin 
aaj apni darling ka aaya janamdin
tak dhina dhin tak dhina dhin
dhinak dhinak dhin
tak dhina dhin tak dhina dhin
dhinak dhinak dhin
aaj apni darling ka aaya janamdin 
aaj apni darling ka aaya janamdin

rani bitiya ko koi nazar na lagaye
rani bitiya ko koi nazar na lagaye
allah kare aaj ka din ye bar bar aaye
bar bar aaye hum jaruri duva dene aayenge
lekin hum jaruri duva dene aayenge
aaj apni darling ka aaya janamdin
aaj apni rani ka aaya janamdin
tak dhina dhin tak dhina dhin
dhinak dhinak dhin
tak dhina dhin tak dhina dhin
dhinak dhinak dhin
aaj apni darling ka aaya janamdin 
aaj apni rani ka aaya janamdin

apni aisi bitiya ho kya khayal hai
apni aisi bitiya ho kya khayal hai
ye to shadi ke bad ka apna sawal hai
apna sawall hai
jo ho hi nahi sakta shadi kiye bin
jo ho hi nahi sakta shadi kiye bin
aaj apni rani ka aaya janamdin
aaj apni darling ka aaya janamdin

tujhe sone ya hire ka har chahiye
tujhe sone ya hire ka har chahiye
mummy papa ka mujhe to pyar chahiye
mummy papa ka mujhe to pyar chahiye
raja uncle ko mat bhulna lekin
raja uncle ko mat bhulna lekin
aaj apni rani ka aaya janamdin hoye
aaj apni darling ka aaya janamdin
tak dhina dhin tak dhina dhin
dhinak dhinak dhin
tak dhina dhin tak dhina dhin
dhinak dhinak dhin
aaj apni darling ka aaya janamdin 
aaj apni darling ka aaya janamdin
aaj apni darling ka aaya janamdin ....


Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Tak Dhina Din songs download

Recent Tag : Free Tak Dhina Din songs download, Tak Dhina Din mp3 song free download, online play Tak Dhina Din mp3 song, Tak Dhina Din lyrics, Tak Dhina Din from Duty 1986