free download Buddha Kya Jawano Se From Dil Ki Baazi 1993


Song Lyrics Title : Buddha Kya Jawano Se Kam Hai
Song Lyrics Movie : Dil Ki Baazi (1993)
Singer:Alka Yagnik, Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Amit Kumar
Lyricist:Ravinder Kapoor, Dev Kohli, Shailendra
Music Director:Ram Laxman
Film Director:Anil Ganguly
Film Producer:Anil Ganguly, Rajani Ganguly, Ashok Sharma

mp3 songs

buddha kya jawano se kam hai
haye ram buddhe me bada dam hai
buddha kya jawano se kam hai
haye ram buddhe me bada dam hai
kya masti hai kya takat hai
kya furti hai kya himmat hai
tuta mera sara bharam hai
haye ram buddhe me bada dam hai
buddha kya jawano se kam hai
haye ram buddhe me bada dam hai

dekho mere dil me kaisi halchal macha di
hui mai diwani aisi halat bana di
dekho mere dil me kaisi halchal macha di
hui mai diwani aisi halat bana di
samjhi mai pata tha ye to bamb hai
haye ram buddhe me bada dam hai
buddha kya jawano se kam hai
haye ram buddhe me bada dam hai

buddha hai begana par ye lagta hai apna
sach hai ya koi maine dekha hai sapna
buddha hai begana par ye lagta hai apna
sach hai ya koi maine dekha hai sapna
kahne me mujhe kya sharam hai
haye ram buddhe me bada dam hai
buddha kya jawano se kam hai
haye ram buddhe me bada dam hai

lagta hai ye buddha par buddha nahi hai
hai ye koi aur mere dil ko yaki hai
lagta hai ye buddha par buddha nahi hai
hai ye koi aur mere dil ko yaki hai
jaisa bhi hai dil ka naram hai
haye ram buddhe me bada dam hai
buddha kya jawano se kam hai
haye ram buddhe me bada dam hai
kya masti hai kya takat hai
kya furti hai kya himmat hai
tuta mera sara bharam hai
haye ram buddhe me bada dam hai
buddha kya jawano se kam hai
haye ram buddhe me bada dam hai
buddha kya jawano se kam hai
haye ram buddhe me bada dam hai

Posted by: {Anju}








lowerbanner

Free Buddha Kya Jawano Se songs download

Recent Tag : Free Buddha Kya Jawano Se songs download, Buddha Kya Jawano Se mp3 song free download, online play Buddha Kya Jawano Se mp3 song, Buddha Kya Jawano Se lyrics, Buddha Kya Jawano Se from Dil Ki Baazi 1993