free download Id Ke Din Aaj Humko From Desh Ke Dushman 1988


Song Lyrics Title = Id Ke Din Aaj Humko
Song Lyrics Movie = Desh Ke Dushman (1988)
Singers = Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Verma Malik
Music Composer = Master Sonik, Om Prakash Sharma
Director = Swaroop Kumar
Music Label = T-Series
Starring = Sadashiv Amrapurkar, Birbal, Bob Christo, Jankidas, Raaj Kumar, Hema Malini,Mandakini ,Prema Narayan, Narendra Nath ,Navin Nischol, Aditya Pancholi, Tej Sapru, Om Shivpuri ,Pradeep Singh Rawat
Release on = 6th October, 1989

mp3 songs

Aaj mubarak din hai jisne
Sabko gale milvaya
Arey taras taras ke bad baras ke
Eid ka din hai aaya eid mubarak

Allah ke rehmo karam se uska didar
Mil gaya mil gaya mil gaya
Allah ke rehmo karam se uska didar
Mil gaya mil gaya mil gaya
Eid ke din aaj mujhko sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko sabka pyar mil gaya
Wallah kurban

Oye sherkhan tujhpe meri jaan bhi kurban
Jaan bhi kurban aur iman bhi kurban
Wai wai ha wai wai
Allah teri shan pe kuraban ho gaya
Tu hi mera bharosa aur iman ho gaya
Tu eid ke din aisa meharban ho gaya
Ye dekh ke zamana bhi hairan ho gaya
Aankho ko aaj tere nur ka didar
Mil gaya mil gaya mil gaya
Eid ke din aaj mujhko sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko sabka pyar mil gaya
Sherkhan ho gaya kurban hoye kurban

Burayi se bhalayi ka rasta dikha diya
Bigde huye ko pyar se insa bana diya
Khuda ki kasam tune khuda se mila diya
Ada karu mai kis zuba se tera shukariya
Bin mange mujhko aaj pyar besumar
Mil gaya mil gaya mil gaya
Eid ke din aaj mujhko sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko sabka pyar mil gaya
Wallah kurban

Mehman pe kurban tere mehman pe kurban
Mehman pe kurban tere mehman pe kurban
Wai wai ha wai wai lo sher
Allah kasam tere liye duniya jhuka du
Jo sar uthe tere liye wo sar bhi uda du
Shabnam ki har ek bund se mai aag laga du
Mai rait ke sine pe bhi kashti ko chala du
Buri nazar se dekhe wo aankh phod du
Jo hath tujhpe uthe mai wo hath tod du
Insan to kya chij hai parbat ko hila du
Nafrat ka is jahan se mai naam mita du
Khushiyo se bhar aab mujhko ye sansar
Mil gaya mil gaya mil gaya

Eid ke din aaj mujhko sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko sabka pyar mil gaya
Allah ke rehmo karam se uska didar
Mil gaya mil gaya mil gaya
Eid ke din aaj humko sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko sabka pyar mil gaya.


Posted by : Pryanka Shukla


lowerbanner

Free Id Ke Din Aaj Humko songs download

Recent Tag : Free Id Ke Din Aaj Humko songs download, Id Ke Din Aaj Humko mp3 song free download, online play Id Ke Din Aaj Humko mp3 song, Id Ke Din Aaj Humko lyrics, Id Ke Din Aaj Humko from Desh Ke Dushman 1988