free download Teri Chamakti Aankho Ke From Chhote Babu 1957


Song Lyrics Title : Teri Chamakti Aankho Ke
Song Lyrics Movie : Chhote Babu (1957)
Singers-Lata,Talat Mehmood
 Lyrics-Indeewar
 MD-Madan Mohan

mp3 songs

aaa aaa aaa aaa aaa aaa
aaa aaa aaa aaa aaa aaa

aaa aaa aaa aaa aaa aaa
aaa aaa aaa aaa aaa aaa

aaa aaa aaa aaa aaa aaa
aaa aaa aaa aaa aaa aaa

teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahi
ho ho ho ho
tu jo badhaa de haath zaraa, duniyaa ke sahaare kuchh bhi nahin
teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahi

maan liyaa dilkash hain bahut, ye raat haseen ye chaand jawaan
baat jo dekhi hai tujh mein, nazaaron mein wo baat kahaan
saamne mere tu ho agar, duniyaa ke nazaare kuchh bhi nahin
teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahi
aaa aaa aaa aaa aaa aaa

saath hai mere tu jab tak, roshan hain jeewan ki raahen
saath hai mere tu jab tak, roshan hain jeewan ki raahen
kyun ho mujhe manzil kaa gham, patwaar hain jab teri baahen
maanjhi hai gar tu naiyyaa kaa, toofaan ke dhaare kuchh bhi nahin
teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahi

baandh liyaa bandhan mein tumhen, bas mein kar liyaa bahaaron ko
hai ye wo bandhan jo kar de aazaad ghamon ke maaron ko
pyaar ki tere chhaanv mile to gham ke sharaare kuchh bhi nahin
teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahin






lowerbanner

Free Teri Chamakti Aankho Ke songs download

Recent Tag : Free Teri Chamakti Aankho Ke songs download, Teri Chamakti Aankho Ke mp3 song free download, online play Teri Chamakti Aankho Ke mp3 song, Teri Chamakti Aankho Ke lyrics, Teri Chamakti Aankho Ke from Chhote Babu 1957