free download Bada Hi CID Hai From Chandan 1958


Song Lyrics Title : Bada Hi CID Hai
Song Lyrics Movie : Chandan (1958)
SINGER--Mohammed Rafi

mp3 songs

bada hi cid hai wo nili chhatari wala
har tale ki chabi rakhe har chabi ka tala
bada hi cid hai wo nili chhatari wala
har tale ki chabi rakhe har chabi ka tala
bada hi cid hai
vardi uski badi nirali kabi nazer na aane wali
vardi uski badi nirali kabi nazer na aane wali
na koi bila na koi number
daftar uska nila amber

note hai uski pocket book me
sab ka mal masala
bada hi cid hai wo nili chhatari wala
har tale ki chabi rakhe har chabi ka tala
bada hi cid hai

chup chup koi daka dale ya kare khun
ho jaye usko automatic  telephone
chup chup koi daka dale ya kare khun
ho jaye usko automatic telephone
arey chobis ghante jage
uski aankh kabi na lage
hoshiyar khabardar
bach ke rahana dekh raha hai sab kuch upar wala
bada hi cid hai wo nili chhatari wala
har tale ki chabi rakhe har chabi ka tala
bada hi cid hai

lamba choda uska thana
sab ko ek din wahi hai jana
lamba choda uska thana
sab ko ek din wahi hai jana
kya pita ji aur kya mata
sasu sasur or bharata
uski nazar  me sab hai barabar
kya chabi or kya tala
bada hi cid hai wo nili chhatari wala
har tale ki chabi rakhe har chabi ka tala







lowerbanner

Free Bada Hi CID Hai songs download

Recent Tag : Free Bada Hi CID Hai songs download, Bada Hi CID Hai mp3 song free download, online play Bada Hi CID Hai mp3 song, Bada Hi CID Hai lyrics, Bada Hi CID Hai from Chandan 1958