Song Lyrics Title : Ek Swarg Hai Aasman Par Song Lyrics Movie : Amba (1990) Singers : Anurada Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Manhar Udhas, Mohammed Aziz, Suresh Wadkar Song Lyricists : Anand Bakshi Music Composer : Laxmikant Shantaram Kudalkar, Pyarelal Ramprasad Sharma Director : Mohan Kumar Music Label : T-Series
mp3 songs
Ek swarg hai aasman par, ek swarg hai dharti par Ek swarg hai aasman par, ek swarg hai dharti par Aasma ke swarg se sundar swarg ye hamara hai Waha jane kya hai, kya nahi hai, yaha ghar hamara hai Ek swarg hai aasman par, ek swarg hai dharti par Aasma ke swarg se sundar swarg ye hamara hai Waha jane kya hai, kya nahi hai, yaha ghar hamara hai Ek swarg hai aasman par, ek swarg hai dharti par
Oo ho, ye sari duniya kahati hai, is ghar me amba rahti hai Is ghar me amba rahti hai, mat samjho ek makan hai ye Devi ma ka vardan hai ye, is bat ka sabko dhyan rahe Is dharti unchi shan rahe, Humko ma tera kahana jan se bhi pyara hai Waha jane kya hai, kya nahi hai, yaha ghar hamara hai Ek swarg hai aasman par, ek swarg hai dharti par
Meri aisi bahu, aise bache, sanjog hai mere kitne achhe Sanjog hai mere kitne achhe, ma tu hum sabki mata hai Tujhe kon jiyada bhata hai, is ghar ki shan hai tum sabse Meri jaan me jaan hai tum sabse Koi dil ka hai tukada, koi aankh ka tara hai Waha jane kya hai, kya nahi hai, yaha ghar hamara hai Ek swarg hai aasman par, ek swarg hai dharti par
Sapno ke dip jalo, aao pyar ki jyot jagao Aisi hai ye pyar ki jyoti, jo kabhi bhi kam na hoti Oo ho, ye rat hai dipo wali, mana hia aaj diwali Mata teri mamta ka ye sara ujiyara hai Waha jane kya hai, kya nahi hai, yaha ghar hamara hai Ek swarg hai aasman par, ek swarg hai dharti par
Ho din aaya bada ye rangila, din aaya bada ye rangila Rang bikhar gaya nila pila, ho mat chhed, ha mat chhed Kayamat kar dugi, teri ma se shikayat kar dugi Teri ma se shikayat kar dugi, tohar ye logo holi ka Ya khel hai aankh micholi ka, pakaduga mai pichhe doaduga Bhabhi tujhe rang ke chhoduga, ankhiya kaha hai devar ji Kaha ye ishara hai, ankhiya kaha hai devar ji, kaha ye ishara hai Waha jane kya hai, kya nahi hai, yaha ghar hamara hai Ek swarg hai aasman par, ek swarg hai dharti par Aasma ke swarg se sundar swarg ye hamara hai Waha jane kya hai, kya nahi hai, yaha ghar hamara hai Ek swarg hai aasman par, ek swarg hai dharti par Ek swarg hai aasman par, ek swarg hai dharti par....
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |