|
free download Kabhi Kuch Khoya From Zindagi Ek Juaa 1992
|
|
|
Song Lyrics Title : Kabhi Kuch Khoya Song Lyrics Movie : Zindagi Ek Juaa (1992) Singers: Kumar Sanu Song Lyricists: Prakash Mehra Music Composer: Bappi Lahiri Music Director: Bappi Lahiri Director: Prakash Mehra Music Label: Saregama Starring: Anil Kapoor, Madhuri Dixit, Anupam Kher, Shakti Kapoor Release on: 15th May, 1992
mp3 songs
Aaj hamne sabak wo pad dala Jisko dunia kitab kahti hai Or ek aisa kam kar dala jisko dunia hisab kahti hai Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Jab paa liya khush ho gaye, jab kho diya dil ro diya Isi khone pane ka nam jindagi hai Bina khoye paye nakam jindagi hai Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Jab paa liya khush ho gaye, jab kho diya dil ro diya Isi khone pane ka nam jindagi hai Bina khoye paye nakam jindagi hai Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Jamane ne jo kuch bhi hamkodiya Sarakho pe hamne use rakh liya Kabhi ye na socha bura ke bhala Sada khush rahe sab yahi hai dua Wohi hamne kata jo hamne tha boya Jab paa liya khush ho gaye, jab kho diya dil ro diya Isi khone pane ka nam jindagi hai Bina khoye paye nakam jindagi hai Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Mera hamsafar bhi kahi kho gaya Batao bhala ham kare bhi to kya Koi hamse ake jara sikhle Hai mar mar ke jine me kaisa maja Wohi hamne kata jo hamne tha boya Jab paa liya khush ho gaye, jab kho diya dil ro diya Isi khone pane ka nam jindagi hai Bina khoye paye nakam jindagi hai Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Hame jindagi ki najar lag gayi Nahi jine ki ab koi hasrat rahi Ham apne labo se likhenge kabhi Wohi dasta likh saka na koi Wohi hamne kata jo hamne tha boya Jab paa liya khush ho gaye, jab kho diya dil ro diya Isi khone pane ka nam jindagi hai Bina khoye paye nakam jindagi hai Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya.
Posted by: Neha sharma
| |
|
|
Free Kabhi Kuch Khoya songs download
Recent Tag : Free Kabhi Kuch Khoya songs download, Kabhi Kuch Khoya mp3 song free download, online play Kabhi Kuch Khoya mp3 song, Kabhi Kuch Khoya lyrics, Kabhi Kuch Khoya from Zindagi Ek Juaa 1992