|
free download Duniya Walon Ke Mukkadar Ki From Zindagi Aur Maut 1965
|
|
|
Song Lyrics Title : Duniya Walon Ke Mukkadar Ki Song Lyrics Movie : Zindagi Aur Maut (1965) Singers : Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) Song Lyricists : Shakeel Badayuni Music Director : Ramchandra Narhar Chitalkar Director : Nisar Ahmad Ansari Music Label : Saregama
mp3 songs
Khat ka majmu bhap leta hu lifafa dekhkar Are khat ka majmu bhap Leta hu lifafa dekhkar
Har hal dil ka main bata Deta hu chehra dekhkar
Duniya walon ke mukaddar Ki khabar rakhta hu
Duniya walon ke mukaddar Ki khabar rakhta hu
Ankh wala hu main andar Ki khabar rakhta hu
Duniya walon ke muqaddar Ki khabar rakhta hu
Dekh pyare mere kartab nahi aise waise Teri pocket me hai chalis rupay Chalis rupay do paise
Janeman main tere janeman main Tere ghar war ki khabar rakhta hu
Duniya walon ke mukaddar Ki khabar rakhta hu
Duniya walon ke mukaddar Ki khabar rakhta hu
Ap maidam hai bahut nek bahut hi sada Apki umar nahi solah baras
Nahi solah baras se jyada Apke sath apke sath me
Sohar ki khabar rakhta hu Duniya walon ke mukaddar Ki khabar rakhta hu
Duniya walon ke mukaddar Ki khabar rakhta hu
Teri muchho ke ye kate Jo khiche rahte hai
Inme har waqt sawa no hi Sawa no hi baje rahte hai
Bina ghadiyal babu baina Ghadiyal ghadi ki khabar rakhta hu
Duniya walon ke mukaddar Ki khabar rakhta hu
Ankh wala hu main andar Ki khabar rakhta hu
Duniya walon ke mukaddar Ki khabar rakhta hu.
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Duniya Walon Ke Mukkadar Ki songs download
Recent Tag : Free Duniya Walon Ke Mukkadar Ki songs download, Duniya Walon Ke Mukkadar Ki mp3 song free download, online play Duniya Walon Ke Mukkadar Ki mp3 song, Duniya Walon Ke Mukkadar Ki lyrics, Duniya Walon Ke Mukkadar Ki from Zindagi Aur Maut 1965