Song Lyrics Title = Pia Sanvara Tarsa Raha Song Lyrics Movie = Striker (2010) Singer = Sunidhi Chauhan Lyricist = Blaaze, Gulzar, Jeetendra Joshi, Nitin Raikwar, Prashant Ingole, Swanand Kirkire Music Director = Shailendra Barve, Amit Trivedi, Yuvan Shankar Raja, Swanand Kirkire, Vishal Bhardwaj, Blaaze Film Director = Chandan Arora Film cast = Siddharth, Aditya Pancholi, Anupam Kher, Padmapriya, Nicolette Bird, Ankur Vikal
mp3 songs
((pia saanvara, pia saanvara, pia saanvara tarsa raha sajna mora tadapa raha pia saanvara tarsa raha sajna mora tadapa raha kahin door se deke kar sada, kahin door se deke kar sada ulja raha mannwa mora, ulja raha mannwa mora, ulja raha mannwa mora pia saanvara
meri aankh mein tera rang hai pia door hai par sang hai haan meri aankh mein tera rang hai pia door hai par sang hai jogan bani main pyaar mein, jogan bani main pyaar mein pia baawara, pia baawara, ithla raha pia saanvara
nahi bookh mein, nahi pyaas mein meri shaam ki iss aas mein nahi bookh mein, nahi pyaas mein meri shaam ki iss aas mein iss shaam ka uss shaam se, iss shaam ka uss shaam se rishta koi batla raha, rishta koi batla raha pia saanvara, pia saanvara pia pia pia pia saanvara, saanvara, saanvara))
Posted by : {Akanksha shukla}
| |