|
free download Aap Ko Samjha From Shikhar 2005
|
|
|
Song Lyrics Title : Aap Ko Samjha Song Lyrics Movie : Shikhar (2005)
mp3 songs
haa aapko samjha hai jabse zindagi aapko samjha hai jabse zindagi zindagi ab zindagi lagne lagi – 2 aapki baahon mein jabse aa gaye – 2 aaisa lagta hai ke manzil pa gaye- 2
(in aankhon mein shararat hai sharafat hai hai bala ki shaukhiya kaisi yeh qayamat hai) – 2 iss kadar najdeekiya kehti hai ishaaron se aa gaye manzil pe hum in dil ki raahon se aapki har baat mein ek baat hai – 2 der se samjhe magar kya baat hai – 2
(kayi armaan dil mein aur uljhan yeh jaan lewa hain mohabbat yeh mohabbat yeh) – 2 ha aa gaye ham zindagi mein ek aaise mod par jee nahi sakte mohabbat ka yeh daaman chodkar aapki iss ashiqui ko kya kahe – 2 apne is dil ki lagi ka kya kare – 2
aapko samjha hai jabse zindagi aapki baahon mein jabse aa gaye zindagi ab zindagi lagne lagi aaisa lagta hai ke manzil pa gaye
| |
|
|
Free Aap Ko Samjha songs download
Recent Tag : Free Aap Ko Samjha songs download, Aap Ko Samjha mp3 song free download, online play Aap Ko Samjha mp3 song, Aap Ko Samjha lyrics, Aap Ko Samjha from Shikhar 2005