free download Aa Ke Dard Jawan From Pran Jaye Par Vachan 1974


Song Lyrics Title : Aa Ke Dard Jawan Hai
Song Lyrics Movie : Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1974)
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: S H Bihari
Music Director: O P Nayyar
Film Director: Ali Raza
Film Producer: Ratan Mohan

mp3 songs


aa ke dard jawan hai
aa ke dard jawan hai
sajna haye rat ka ishara hai
pyar ne pukara hai
rat ka ishara hai pyar ne pukara hai
baho me le le mujhe

aa ke dard jawan hai
aa ke dard jawan hai
sajna haye rat ka ishara hai
pyar ne pukara hai
baho me le le mujhe
aa ke dard jawan hai
aa ke dard jawan hai

aisi badariya pahli bar chayi hai
jhum ke uthi to hai barsane na payi hai
aisi badariya
aisi badariya pahli bar chayi hai
jhum ke uthi to hai barsane na payi hai
meri ye nigahe garam bahe ab na manengi
meri ye nigahe garam bahe ab na manengi
aakhir teri sanse mere dil ka dard janengi
aa ke dard jawan hai
aa ke dard jawan hai
sajna haye rat ka ishara hai
pyar ne pukara hai
baho me le le mujhe
aa ke dard jawan hai
aa ke dard jawan hai

najare gulabi ho to har say gulabi hai
meri najar se dekho dunia sarabi hai
najre gulabi ho to
najare gulabi ho to har say gulabi hai
meri najar se dekho dunia sarabi hai
dekho mere dil me aaj kaisi bekarari hai
dekho mere dil me aaj kaisi bekarari hai
ghayal mai hiraniya
mere dil ka tu shikari hai
aa ke dard jawan hai
aa ke dard jawan hai
sajna haye rat ka ishara hai
pyar ne pukara hai
baho me le le mujhe
aa ke dard jawan hai
aa ke dard jawan hai

Posted by: {Anju}




lowerbanner

Free Aa Ke Dard Jawan songs download

Recent Tag : Free Aa Ke Dard Jawan songs download, Aa Ke Dard Jawan mp3 song free download, online play Aa Ke Dard Jawan mp3 song, Aa Ke Dard Jawan lyrics, Aa Ke Dard Jawan from Pran Jaye Par Vachan 1974