free download Nadiya Se Bichda Paani From Prem Kahani 1975


Song Lyrics Title = Nadiya Se Bichda Paani
Song Lyrics Movie = Prem Kahani (1975)
Singer = Lata Mangeshkar
Lyricist = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Kudalkar, Pyarelal
Film Director = Raj Khosla
Film Producer = Bolu Khosla, Lekhraj Khosla
Film cast = Rajesh Khanna, Mumtaz, Shashi
Kapoor, Vinod Khanna,
Yunus Parvez,


mp3 songs


((sharm aati hai mujhko saheli naya ghar hai

mai dulhan naweli
bat man ki jo hai ek paheli rahne do ise tum

paheli
kya meri prem kahani nadiya se bichada pani
nadiya se bichada pani
kya meri prem kahani nadiya se bichada pani
nadiya se bichada pani

chhut jati hai babul ki galiya dur sanjog le

jate hai
phul banti hai jab khilke kaliya tod ke log

le jate hai
ek raja le aaya banake mujhe rani nadiya se

bichada pani
nadiya se bichada pani

jane kis kis gali se gujarke ghar sajan ke

barat aayi
sab sathi purane wahi chhute yad unki mere

sath aayi
ye jo aasu hai ye hai unhi ki nishani nadiya

se bichada pani
nadiya se bichada pani

gaya karti jo mayke me dulhan ab wo git yad

aate hai
kis tarah yad aate hai dushman, kis tarah mit

yad aate hai
jan nilkengi tab dil se yade purani nadiya se

bichada pani
nadiya se bichada pani
kya meri prem kahani nadiya se bichada pani
nadiya se bichada pani...))


Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Nadiya Se Bichda Paani songs download

Recent Tag : Free Nadiya Se Bichda Paani songs download, Nadiya Se Bichda Paani mp3 song free download, online play Nadiya Se Bichda Paani mp3 song, Nadiya Se Bichda Paani lyrics, Nadiya Se Bichda Paani from Prem Kahani 1975