free download Din Suhane Mausam Bahar Ka From Poonam 1952


Song Lyrics Title : Din Suhane Mausam Bahar Ka
Song Lyrics Movie : Poonam (1952)
Singer:Lata Mangeshkar
Lyricist:Hasrat Jaipuri, Shailendra
Music Director: Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director: D M Sadiq

mp3 songs

din suhane
din suhane ye mausam bahar ka
din suhane ye mausam bahar ka
dil ye chahe mai gau geet pyar ka
dil ye chahe mai gau geet pyar ka
ho geet pyar ka
din suhane
ho din suhane ye mausam bahar ka

ye dhadkan ye masti ye halchal
ye dhadkan ye masti ye halchal
ye jawani pe khusiyo ka aachal
ye jawani pe khusiyo ka aachal
kahna kya jindagi ke singar ka
kahna kya jindagi ke singar ka
mausam bahar ka
din suhane
din suhane ye mausam bahar ka
din suhane ye mausam bahar ka

ji ye chahe ke apna ho koi
ji ye chahe ke apna ho koi
nind me pyara sapna ho koi
nind me pyara sapna ho koi
or maja ho kisi ke intzar ka
mausam bahar ka
din suhane
din suhane ye mausam bahar ka
din suhane ye mausam bahar ka

khil uthi dil ki khamosh kaliya
khil uthi dil ki khamosh kaliya
jagmagai gayi ummido ki galiya
jagmagai gayi ummido ki galiya
ye machalna dil e bekarar ka
ye machalna dil e bekarar ka
mausam bahar ka
din suhane
din suhane ye mausam bahar ka
din suhane ye mausam bahar ka
dil ye chahe mai gau geet pyar ka
dil ye chahe mai gau geet pyar ka
ho geet pyar ka
din suhane
ho din suhane ye mausam bahar ka

Posted by: {Anju}






lowerbanner

Free Din Suhane Mausam Bahar Ka songs download

Recent Tag : Free Din Suhane Mausam Bahar Ka songs download, Din Suhane Mausam Bahar Ka mp3 song free download, online play Din Suhane Mausam Bahar Ka mp3 song, Din Suhane Mausam Bahar Ka lyrics, Din Suhane Mausam Bahar Ka from Poonam 1952